Health Information In Hindi-Sawath Rahne Ke 10 Tarike

Unknown
By -
0
Kahi bahar se gar aane ke baad ya kisi bahari vastu ko haath lagaane ke baad ya khaana banaane se pahale ya khaana khane ke baad ya baathroom ka use karne ke baad haatgo ko saabun se achi tarah dho lena chahiye.

Gar main saaf safaai ka dhaayan dena chahiye jaruri hai ki kichen aur shochaalya ki saaf saafaai par jayaadha dhaayan dena chahiye aur gar main kahi bhi paani ekhata nahi hone dena chahiye. Saaf saafai main finaael ka pryog karna chahiye thathaa khaane ki vastuvo ko khulaa nahi chodna chahiye

Fresh sabjiyo ka pryoga karna chaiye khanaa bannane main aur aanaj aur any khaane kicvastuyo ko sahi tarike se rakhe

Bahut jaaydha tel aur masaale se bani vastuyo ka prayog khaane main nahi karna chahiye aur khaana sahi taapmaan par baanaye jayada taapmaan par khana baane se postik tatv nast ho jaate hai

Khaane main slaad dahi dudh aur hari sabjiyo ka paeyog karna chaiye aur hari sabjiyo ko baanane se pahale achi tarah se dho le
Khaana baanane main soyabin,sunflower, maake ka tel use karna chahiye aur khaane main sakar aur namak ka paryog kam karna chahiye.

Aur apne visraam aur sone ke kamro ko sahi se saaf rakhe aur chadar aur takiye ko saaf rakhe aur dhoop dikha kar rakhe

Mediteshan aur yogaa ka paryo karna chahiye tanaav se dur rahne ke liye.
Koe bhi ek veyaam roj karna chahiye eshe aap healty rahege aur kam se kam 30 mint ya 1 hour karna chaiye.

45 ki umar ke baad aap apna rutin checkup karaate rahna chaiye aur bacho ke sath khele aur paltu jaanvar ke saath runing kare

Post a Comment

0Comments

Thanks

Post a Comment (0)